"Dil mein mere aaj ajab he tarah ka ehsaas hain,
doondna chahti hun main ke kya mujme be khaas hai,
Chahti hun dekhna jo chupa beitha mere andar ek raaj hai,
pahunchne ke liye meri manjil tak muje bas yehi ek aas hai,
Muje aage hain badna,chahti hun khatam karna jo bani beithi mujme ek laaj hain,
kyunki poore karne hain mujhe ,jo mile mujhe mere kaaj hai,
Sapne saare karne hain poore kyunki jaanti hun main mujme ek majaaj hai,
Dikhana chahti hun sabko ke mere mein be ek alag sa andaaj hain"........
No comments:
Post a Comment